haqeeqat ka agar afsaana ban jay tou kia kijay! – lyrics + song
Following are the lyrics of the awsome qawali by ustad Nusrat Fateh Ali Khan. The video is also embedded below.
haqeeqat ka agar afsaana ban jay tou kia kijay!
galay mil ke bhi woh begaana ban jay tou kia keejay
hamai sou baar tarq-e-maikashi manzoor hai laikin
nazar uski agr maikhaana ban jay tou kia ki jiay
nazar aata hai sajday mai, jo aksar sheikh sahib ko
woh jalwa, jalwa-e-janaana ban jay tou kia keejay
tere milnay se, jo mujh ko, hameesha manaa krta hai
agr woh bhi tera deewana, ban jay tou kia kijiay
Haqeeqat ka agar afsaana ban jay PART 1
haqeeat ka agr afsana ban jay PART 2